3d Plywood embossing logo kaise banaye
agar aap ek graphic designer hain ya fir ap banna chahte hain aur apko 3d logo design krne ka man kr rha h ya fir apko ye banna achcha lagta hai to aaj ki is post me ham apko batayenge ki kaise aap aisa 3d logo bana sakte hain with help of Coreldraw and photoshop.
sabse pahle to apke pas ek idea hona chaiye ki apko kaisa logo banana hai jaisa ki upr wale image me ap dekh skte hian paper pr ek idea share kiya gya hai jise maine coreldraw me banaya fir usko 3d hamne photoshop ke mockup se banaya
psd mockup ki help se aap apni design per same effect yani 3d plywood emboss wali effect bas kuch secend me laga sakte hian jise aap niche diye gye video me dekh sakte hain.
lekin ha ye mockup dhundhne me bahut time laga mujhe jaisa ki aap video ko dekh kr jan hi jayenge
sath hi sath sikh bhi jayenge ki ise kaise dhundh jata hai kyunki hamne pura detail share kiya hai
to niche diya gya video pura dekhe aur sikhe ki kaise aap is tarah ke 3d plywood mbossing logo bana sakte hain
aur haa iska mockup hmne is video me nhi diya hai agr apko chahiye to hme comment kre youtube pr fir hm usko yhi update kar denge.
kisi bhi kism ka cdr file download krne ke liye hmari main website trbahadurpur.com par visit kr skte hain
sath hi sath freepng image yha se download kr sakte hain