bahut baar aisa hota hai ki hame koi image ki jarurt hoti hai lekin wo image paid hoti hai to ham usko download nhi kr pate aur agr kisi trah download bhi karte hain to uspr watermark aa jata hai
to aaj ham janenge ki aap kisi bhi paid image free me kaise download karenge sath hi sath watermark ko kaise hatayenge iske bare me bhi baat karenge
ek dusri problem ye hoti hai ki hmare pas kahi se koi design aa jata hai aur usme jo image istemal kiya gaya hota hai hame bhi wahi image chahiye hota hai to smajh me nhi ata ki wo image kaha se download kre ya kis nam se usko dhundha jaye to iska bhi solution same hi hai iske bare me bhi batyenge
sabse pahle pad image free me download karna sikhte hain
lekin us se pahle apko aware kar de ki ye illigle tarika hai aisa karne se bache
Paid image free download
iske liye ham istemal krenge google image search ka isme ap apne pad image ko upload krenge ya agr kahi website pr image hai to wha right click krenge to apko ek optin milega search with google image to apko uspr click kr dena hai jaisa ki niche wale image me aap dekh sakte hain.
jab aap ispr click karenge to apke samne right side me ek box ( google lens) open hoga jisme bahut sare image aa jayenge waha upar likha hoga find image source apko usapr click krna hai, ya niche bhi dekhenge to same image apko dekhne ko milega
ab apko un website ka nam padh kr dekhna hai usme bahut si aisi website hongi jo is image ko already purchase karke apni website pr lagayi hongi to aap wha se paid image free me download kar sakte hain.
find image source pr click karne ke bad apke samne jo result ayega usme kyi alg alg webstie ka nam hoga sath hi sath wha image kis size me hai ye bhi dekhne ko mil jayega to wha se aap hight quality ki image download kr sakte hian.
isme apko sirf ye dhayan dena h ki wo stock image website na ho jaise adobe stock freepik, vecteezy, shutterstocm, alamy, etc.
jaisa ki niche image me aap dekh sakte hain aur sabka size bhi yha likha hua hai
ab itna to aap samjh gye honge aur image ko ab download kr lenge lekin agr kisi wajah se image na mil paye to uska watermark wala image hi download kr lijiye hm batate hai ki watermark kaise hataya jayega
image se watermark kaise hataye
watermark hatana aaj kal to bahut hi asan ho gya hai ek se ek webstie aur app luanch ho chuke hain lekin ham apko watermarkremover webstie ke bare me bata rhe jo ki kafi achcha result deta hain aur pahle ye bahut sare images se watermark hta deta tha, lekin ab sahye ek din me ek hi image ka hata sakte hain aap
to iska bhi simple sa solutin hai ki aap kyi brower ka istemal krke ek din me bhi kayi image ka watermark hata skate hai ya fir alg alg website ko bhi try kar sakte hain
ab chaliye dusre wale problem ko solve karte hain, yani apke pas koi aisa design aya hai jisme jo image istemal kiya gya hai whi image chaiye to kaise dhundhe
dekhye isme do cheej ho sakti hai ek to apke pas koi paper yani print ki huyi cheej ayi hogi ya fir apko whatsapp pr bheja gya hoga
to agr whatsapp pr aya h to thik h nhi to apko usko kisi aur ke whatsapp pr photo khich kr bhejna padega kyunki isme bhi ham google lens ka hi sahara lenge
to aap apna whatsapp open krye jo imsge h wo open kriye aur uspr right click kriye ( note ye apko computer ya laptop me karna hai whatsapp web pr ) right click krke search with googl image pr click kr dena hai fir utna hissa apko select kr lena hai jo image apko chaiye
to apke samne wo image aa jayega pure google pr jaha kahi bhi hoga fir upr batye gaye tarike ko follow kake aap us image ko bhi download kr sakte hain
also read this Remove background hd quality
dusri baat ye ki agar image ki quality kafi low hogi to shayd wo image googl lens bhi na dhundh paye pr ho sakta hi ki uske naam ka idea apko lag jaye ki ise kya kahate hai fir aap wo naam likh kr search kar sakte hain
yani thoda bahut mehnat krenge to jarur pa jayegne
ummid hai ki ye post aapko pasand ayi ho gi ise share jarur karen aur agar koi problem ho to comment karen
watch this video for more detail
free png image download karen