Creative banner design in coreldraw

Graphic design sikhne ke bad har koi banner aur poster business card templet bana leta hai youtoube par tutorial dekh kar but after some days ata hai creative words aur ham youtube par search karte hain how to make creative banner design in coreldraw photoshop jisme jiko maharat ho yani jo shoftware wo achhe se chlana janta ho .

creative banner design in coreldraw

How to make creative banner design coreldraw photoshop etc.

creative banner

friends creative banner bnaner me tools aur softwere ka koi lena dena nhi hota haan ye hmare kam ko thoda asan bana dete hain but creative design banane ke liye hame apna dimag hi lgana padta hai tab ja ke koi design creative ban sakti hai .

jitna jyada ho sake research karna padata hai aur jitna ho sake practice karna padta hai aur other design ke design ko dekhna padta hai aur bas dekhna hi nhi dekh ke unse sikhna padta hai ki unki design me kya kami hai agar koi kami nhi hai to kyon nhi hai aur sabse badi baat usne kaisa colore use kiya hai part select kaun sa hai white space kitna chhoda hai image kitna use kiya hai etc .

Agar iske baad abhi tum streeat base par ho yani mahine do mahine se hi graphic design ka kam start kiye ho to unki design ko same copy karna sikho kam se kam daily 2 se 3 design banao 15 se 20 din uske baad tumhara mind me khud bahud ideas ane lgenge . ki is design ko aise nhi aise banate hain

Now this time to make creative banner design .

aur ab tumko jyada time bhi waste nhi karna padegabas ye 3_ 4 point dhyan me rakhna .

jis chij ka bhi banner banana hai usko google par freepik aur insta sath hi sath pintrest par search kar lo usme se 10 15 design select karo taki tum unse kuchh idea le sako taki tum kuchh uniqe bana sako fir dekho tumhara design bilkul creative lgega jisko nhi dekhna hoga ek nazare to dekhega hi .

Note.

Coreldraw me banner bnane ke maine bahut sare totorial bana diya hai to mai tutorial nhi bata rha hu par chlo ek idea deta hun

av hmari office me ek new designer hai jisko maine ek image bheja jo ki allredy mery website per upload hai lekin maine unko diya ki iska kuchh alag design ready karo to usne aisi design banayi jo ki mujhe bilkul pasand nhi aya .

to fir maine btaya ki simple banane ki koshish karo bahut jyada eliment ya colore fill kar dene se design achha nhi lagta to maine sab eliment delete kar diya aur colore ke liye maine ek design liya aur iska colore maine isme use kiya fir pahle ke mukable design perfect dikhne laga .

uske bad maine google par search kiya floral pattern design to freepik ka ye pattern mila mujhe maine copy kiya aur isko 72% transperent karke white wale background me powerclip kar diya fir tum khud hi dekh lo iska cdr aur power clip ko ditail me samjhne ke liye ye video dekh lo

video niche hai

sikhne se pichhe mat hato yaar jitni jyada learn utni jyada earn

ummid hai ki creative banner design in coreldraw me aapko bahut kuchh sikhne ko mila hoga aur is post ke madhyam se aapne bahut kuchh samjh liya hoga

Our best service

banner poster business card ya templet logo etc agar aap hamse banwana chahte hain to aap hmse contect kar sakte hain 7052057157

  • Video editing
  • web design
  • youtube thambnail
  • social media ads

ya fir banner poster etc ka cdr file download karne ke liye aap trbahadurpur.com ko visit kar sakte hain

hd png image download karne ke liye takepng ko visit kare

coreldraw me creative banner kaise bnate hain

watch this video

Leave a Comment

Scroll to Top