Jab ham koi bhi design banate hain jaise banner design poster design templete design business card etc any graphic design work to usme jo main kaam hota hai wo hota hai color combination ka
agar aapne apni design me color combination hi shahi nahi kiya hai to aap kitna bhi achha design kyon na bana lo wo achha nahi lagne wala aap aise samjhiye ki color combination kisi bhi design ki jaan hai
jitna achha aap colore combination krenge utna hi aachha apki design bnegi to aaj ki is post me ham baat karenge ki how to choose color for graphic design to chaliye jante hain how to choose color for graphic design
How to choose color for graphic design
agar aap graphic design field me beginner hai to aapko koi bhi design bnate wakt colore choose karne me bahut dikkat hoti hogi aap nahi samajh pate honge ki kaun sa colore kahan use kare
to ham aapko kuchh aise tarike batane wale hain jise janne ke baad 100% guarantee ki aap ko colore choose karna aa jayega aur aapko idher udher search karne ki jarurat nahi padegi
Apne man se koi bhi color use na kare
agar aap apne man se koi bhi color use karte hai to wo ho sakta hai sahi naho kyonki aapko to knowledge hai nahi ki kaun sa color use kare kaun sa nahi to uske liye aap jab bhi koi design banane jaye to youtube pe wo design search kar len
Mere kahne ka matlab ye hai ki agar aap koi banner banane ja rahe hain to google per banner search kare bahut se banner aapke samne aajayenge ab aap unme se aapko jo pasand aye use copy karke rakh len
aise hi kayi sari design copy kar ke rakh le ab aap use dekhen ki unme kaun sa color use kiya gya hai aapko idea ho jayega ki kaun sa colore kahan aur kaise use kiya jata hai
Instagram pe designer ko follow karen
aur aap designeron ko follow kare Instagram me bahut sare designer hain jo bahut hi achhi achhi design banate hai to aap unhe follow kare aapko color choose karna aajaye agar aap chahen to hame bhi follow kar sakate hain
Avoid gradient color
bahut se log jo beginner hote hai starting me gradient colore use karte hai aap apne dimag me ye baat baitha len ki aapko gradient color use nahi karna hai agar kabhi jarurat bhi padti hai gradient colore ki to aao google se background download kar len
Google per color combination likh kar search karen
aap jab bhi koi design banane jayen to google per color combination likh kar search kare aapke same bahut sa plate ayega ab aapko usme se koi bhi le lena ahi aur usme jo colore hoga 2 ya 3 4 bas aapko unhi 3 4 color se milaker apni design tyyar karni hai
aur ek important baat agar aap koi bhi design banane jaye to us design se related design freepik.com per search kare aur unki 2 3 design copy karke apne softwere coreldraw ya aap jo bhi softwere use karte ho usme rakh len
aur us design me jo colore use kiya gya hai use aao eyedropper tool se select karke copy kar le aur apni design me wahi color use kare to hai na amazing
100% grantee ap apko color combination me koi dikkat nahi hogi na hi aapki design bekar dikhegi kyonki aapko apne se koi color use karna hi nai hai designer ne jo color use kiya hai bas wahi use karna hai kyonki wo pahle se mehnat karke color combination sikhe hai
watch this video
kisi bhi design ka cdr file download karne ke liye trbahadurpur.com ko visit kare yahan per aapko free aur paid dono design milegi
ummid hai ki aaj ki ye post how to choose color for graphic design aapko pasand ayi hogi apne friend ke sath jarur share karen
agar aapko apni design me use karne ke liye hd png image ki jarurat hai to aap takepng se download kar sakate hai
Our best service
agar aap digital media aur graphic design se releted koi bhi kaam karwana chahte hain to contac us 7052057157
we have a professional team
- social media ads
- graphic and template design
- facebok,instagram, google , youtube ads expert
- video ads and reels editing
- creative ads design
- website designs
- social media management
- seo
- you tube thumbnail
- banner, poster, templet
- logo design
Ultra-clear screen protector for HP laptop:https://amzn.to/36i4wFN