hello dear kya aap multi color bill book design dhundh rhe hai to chaliye ham apko ek se ek design dikhate hain.
Note niche diya gya jitna bhi bill book design aap dekh rhe sab apko mil jayega agar aap printing press wale hain ya designer hain aur apne customer ke liye bill book design dhundh rhe hai to aap in sab ka cdr file download kr sakte hain.
aur agar aap apni shop ya business ke liye milti color bill book design dhudh rhe taki apko ek idea lag jaye ki kaisa design aap print krayenge to achcha lagega to apke liye bhi yha bahut sara design hai
sath hi sath aap chahe to inme se kisi bhi design ko ham apke liye bna denge jise aap apne najdiki printing press par print kara sakte hain
to chaliye direct ab kuch best and latest multi color bill book design dekh lete hain.
to upr jitne bhi design aapne dekhe hain ummid hai ki inme se koi na koi apko pasand jarur aya hoga, abhi iske alawa bhi hmare paas aur bahur sara design hai agar apko inme se koi pasand nhi aya to koi baat nhi aap yha dekh sakte hain:
ab chaliye thoda bahut bill book ke bare me bhi baaat kar lete hain
What is bill book design
bill book kisi bhi shop ya business ke hisab kitab ke liye banaya jata hai jise aap invoice bhi bol sakte hain.
chunki ab har jagah digital priners uplabdh ho chuka hai isliye sare log multicolor bill book hi print kra rhe hain
waise achcha bhi rhta hai dekhne me bhi ye achcha lagta hai aur ek professional look bhi deta hai is se customer bhi akrshit hote hain
Bill book size
jee haa ye bhi ek swal hai ki akhir bill book ka size kya hota hai
to dekhiye iske kyi sare size aate hain jo ki alag alag business ke liye alag alag hote hain
jaise GST invoice kuch A4 size ke bhi hote hain , kuch a5 size ke bhi hote hain
lekin akasar bill book ka size 1/8 aur 1/6 ka hota hai (18×22 paper ke hisab se hota h ye )
ab aap sochenge ki ye 1/8 kya hota hai to ye printing press wale achche se jante hain apko iske bare me sochne ki jarut nhi h
Benefit of bill book
ab chaliye iske benefit ke bare me baat kr le ki ise print krane se kya fayda hoga
sabse pahla fayeda to ye hoga ki aapki shop ka pura hisab kitab apke paas rhega kyunki jo bhi saman aap bechenge bill customer ko denge
to apko ek idea lag jayega ki apka total sell daily kitna hota hian ya monthly kitna hota hai
aur agar aap kuch waranty guarantee wali cheej bechte hai to apko customer ko fayda hoga ki wo bill dikhakr uska warntee clem kar skta hai
Call or WhatsaApp for design: 7052057157
also read this : Flex design cdr file free download
if you are a designer this is best png website you can check click here