Domain name kaisa hona chahiye

kyaa aap bhi apni website banana chahte ho kyaa aap bhi website se paise kamana chahte hain agar haa to aap bilkul sahi jagah aye hain

website banane ke liye sabse pahle aapko ek achhe domain name ki jarurat hogi lekin ye domain name kaisa hona chahiye aur use kahan se purchase karenge ye sab aaj ki is post me ham batayenge

to sabse pahle aapko ye jan lena chahiye ki domain name hota kya hai

What is domain name

domain name yani brand name domain name aapko aisa lena chahiye jo ki aapke brand se suit kare jaise mera brand trbahdurpur hai to maine trbahadurpur.com aur trbahadurpur.in liya hai isi tarah aap bhi apne brand ke name se suit karta hua domain name le sakate hain

what is domain name

Ye jo.in aur .com hota hai ye alag alag hota hai jaise india ke liye .in us ke liye .us pakistan ke liye .pk ab aap sochenge ki ye kaya hota hai to mai aapko bata du ki agar aap koi aaisi website bana rahe hain jo only india me hi chale to uske liye aapko.in lena hoga

agar aap chahte hai ki aapki website world wise kaam kare to aapko .com lena hoga ye sabse best hai

Aur ek baat domain name aapko free nahi milta iska paisa aapko dena hoga chahe aap 99 rupees de ya 199 1000 tak ke domain name ate hain aaap kahan se le rahen kaun sa offer chal raha hai ye uspe depend karta hai aksar log domain name go dady se bhi lete hain

Bahut sari website hai jisse aap domain name le sakate hain agar aap domain name lene ki soch rahe hain to itni jaldi mat kariye agar aap domain name le rahe hain to aapko hosting ki jarurat hogi aur agar aap hosting hostinger se lenge to aapka domain name ka paisa nahi lagega free me aapko mil jayega

Domain name kaisa hona chahiye

domain name kaisa hona chahiye

Aapko apne brand ke hisab se domain name lena chahiye agar aap apne brand ke hisab se domain name lenge to to aapki website logo ke nazar me rahegi aur agar aap bilkul naye hai to aap kisi bhi domain name ko apna brand bana sakate hain

aur aap jab bhi domain name le to keyword ko target kar ke le jo bhi ad sense se earning karna chahte hain wo keyword ko target karke lete hai jaise aap 15 august ka domain name lena chahte hai yani ki 15 agust ko target karna chahte hai

yani ki agar aap koi website bana rahe hai jo ki sirf 15 agust per ho aap uspe 15 agust ke image design png image sale karna chahte hain to uske liye aapko keyword target domain name lena chahiye

agr aap chahte hain ki koi bhi 15 august search kare to aapki website pahle aye to ye behad jaruri hai kisi bhi domain name lene wali website per aap jayenge aur wahan per jo bhi aap domain name lena chahte hai wo likh kar search karenge

to usse releted jo domain honge wo aajayenge aur aap usme se koi bhi le sakate hai aur bhi aisi website hain domain reserch karne wali aap uspe research kar sakate hain aur haa domain name aisa hona chahiye jo logo ko ek hi bar me yad ho jaye log use bhule nahi bahut bada domain name mat lijiyega

aur ek baat aap domain name pahle se na le jahan se aap hosting len wahi se domain name aapko free mil jayega alag se aapko paisa nahi dena padega aur baad me aapko transfer nahi karna padega mere hisab se sabse achha hostinger hai

watch this video

i hope aaj ki ye post domain name kaisa hona chahiye aapko jarur pasand ayi hogi agar pasand aye to apne friend ke sath jarur share kare

Hd png image download karne ke liye takepng ko visit karen

Laptop keyboard protector skin:https://amzn.to/3tUcblZ

⚫ Ultra-clear screen protector for HP laptop:https://amzn.to/36i4wFN

Leave a Comment

Scroll to Top