Apne dekha hoga her ek product ka ek packet hota hai packaging design kisi bhi product ke liye ak important hissa hota hai.
kyonki log pahle bahri hisse ko hi dekhte hain matlab jo dikhta hai wahi bikta hai .
but packaging design ke liye bahut hi mahnge softwere use hote hain
jaise ki Auto desk Atocad Blender etc.aur ye sabhi log use nhi kar pate aur jo karte hain ager aap unse krayenge to kafi mahnga pdega
to is kam ko pacdora ne asan kar diya hai to aayiye sab se pahle jan lete hain ki pacdora hota kya hai isse aapko samjhne me asani hogi
1.What is Pacdora?
Pacdora ek free online packaging tool hai ab designer ko kayi sare softwere khridne aur install karne ki jarurat nhi hogi ab sare kam ek hi jagah me ho jayenge agar aap graphic designer hain ya produt owner hain to aapke kam ko pacdora ne asan bana diya hai
is website par aap bahut hi asani ke sath apne kisi bhi product ka 3D modal tyyar kar sakte hain sath hi sath 3D animation bhi bana sakte hain
Kis tarah product ka modle bana sakte hain?
is par aap in sabhi chijon ke 3d modle bana sakte hain
- Flip top boxes
- truck end boxes
- Standing pouch
- Cartoon
- folding box
- paper bag
- Display box
- paper cup bottle
- polygonal box
- tray box
- Storage box
- Triangle box
- Envelope
- Tag
- lotion tube
- Flexible packaging
- Whiskey bottle
- tube
sath hi sath yhan aap design bhi kar sakte hain yahan par aapko template design mil jayega jise aap download karke apne favorite softwere jaise adobe illustrator, corel draw, adobe indesign ya other kisi bhi software par bhi design kar sakte hain.
ispar hamne ek video bana diye hai aap is video ko dekh sakte hain
Pacdora coupon code “TR20”
fir us design ko is par upload karke uska 3D modle download kar sakte hain ya 3D animation bhi kar sakte hain jo ki logon ko kafi jyada attrect karega.
jaisa ki aap is video me dekh sakte hain.
Agar aap designer hain to iske cool animation aapke customer ko turant pasand aa jayega aur agar product owner hain to aap yaha 3D modle aur animation lekar apne e-commerce website par upload kar sakte hain ya amazon par ya other online e-Commerce platform par upload kar sakte hain jisse aapki selling 10x increase ho sakti hai.
to fir deri kis baat ki abhi visit kare pacdora par and hamara coupon code “TR20” use kar iska benifit uthayiye aur apne product ki selling badhayie.
TR50 bhi try kar sakte hain
Is Pacdora free to use ?
yes offcorse its free to use everyone but you need to a subscription
jahan aap itne mahnge mahnge softwere use karenge ya design karwayenge
yanha aap kewal Rs. 99 me ,ek mahine tak bahut sare 3d models bana sakte hai
aur hmara coupon code TR20 use karke aap 20% discount bhi pa sakte hain
Who is the founder of Pacdora?
Xianfeng Wang, founder and CEO of Pacdora,
ummid hai ki ye post aapko pasand aya hoga
caryy bag 3d animation watch this video