Kya aap ka bhi koi apna is duniya se chla gaya hai aur aap bhi shok sandesh card print karwana chahte hai .lekin aapko nhi pata ki shok sndesh me kya likha jata hai to preshan na ho bahut se logon ko ye nhi pata hota ki shok sandesh me kya likha jata hai to aaj ham aapki problem ko salve karne ke liye ye post likh rhe hain ummid hai ki isse apki sari problem salve ho jayengi
Maut sach hai ye to sabko pata hai ki ek din sabko is duniya ko chhod kar jana hai fir bhi jab koi aapka khass ye duniya chood kar chla jata hai to bahut dukh hota hai
Shok sandesh
shok sandesh ek invitation card hota hai logo ko bramhbhoj me bulane ke liye
shok sandesh me marne wale ka name aur jo print kara rha hai usse relation jaise mata/pita pati/patni aur time aur unki aatma ki shanti aur mokchh ki prapti ke liye hone wale puja pathka time date aadi likha jata hai.
aur sath hi last yani bhawadiy/vinit me jo print kra rha yani gurdian uska naam adress aur mobile number bhi likha jata hai jaisa ki aap niche diye gye image me dekh sakte hain.
aap chahe to shoka kul me aur bhi ghar ke baki logo ka naam likhwa sakte hain ya fir samast shoka kul priwar bhi llikhwa sakte hain.
Example :-
Agar aap hamse shok sandesh matter banwana chahte hain to aap hamse contect kar sakte hain 7052057157 par
aur agar aap graphic designer ya printing press wale hain aur coreldraw chalana jante hain to shok sandesh ka cdr file download karne ke liye hmari website trbahadurpur ko visite kar sakte hain .
ummid hai ki aapko is post se samajh me aagya hoga ki shok sandesh me kya likha jata hai.
bahut se log shok sandesh ko ganga labh bhi bolte hain to ham aapko bata de ki ganga labh me bhi yhi sari cheeje likhi jati hai jo hmne apko bataya
ab chaliye kuch shok sandesh ke quotes bhi likh dete hai jo ko apko whatsapp pr bhejne ke kaam aa sakta hai
Quotes
Bichhda kuchh is ada se ki rut hi badal gyi
ek insan sare shahar ko wirana kar gya.
बात कड़वी मगर सच हैं, baat kadwi magar sach hai,
मृत्यु ही जीवन का सत्य हैं। mrityu hi ziwan ka satya hai.
aah ek suraj taro ke gharano se utha
aankh hairna hai kaun sahksh zamane se utha
Rahne ko sada dahar ( duniya ) me aata nhi koi
tum jaise chale gye aise jata nhi koi ( miss you dad/mam)
bahut se log is topic ko ye likh kar bhi search karte hain jaise:
- shok samachar kaise likha jata hai , शोक समाचार कैसे लिखा जाता है?
- shradhanjali dene ke liye kya likha jayega, श्रद्धांजलि देने के लिए क्या लिखा जाएगा?
- shok patra kaise likha jata hai, शोक पत्र कैसे लिखा जाता है?
- kisi ke marne par kya likha jata hai, किसी के मरने पर क्या लिखा जाता है?
in sab ka jawab upr de diya gya hai