Best Laser Printer for screen Printing
hello Dosto aaj ke is post me ham baat karenge best laser printer ke bare me
Agar aap screen printing karte hai aur aap butter paper yani tracing paper
nikalne ke liye ek behtreen laser printer dhundh rhe hain to is post ko pura padhiye.
Waise to aaj market me bahut sare printer aa chuke hain kuch saste to kuch mahnge
lekin ham apko best laser printer ke bare me batayenge
jise sabse jyada screen printing me use kiya jata hai
Hp Laser jet 1020 +
hp laserjet 1020+ isko pahle number pe mai is liye rakh rha hu kyunki mai isko hi istemal karta hu
is printer se aap sirf print kar sakte hain photo copy nhi kar sakte
aap me se bahut sare log khas taur par nye log jb printer lena chahte hain to sochte hain
ki aisa printer liya jaye jisse photo copy aur scan bhi ho sake
hm us printer ki bhi baat karenge lekin pahle ham hp laserjet 1020+ ke bare me hi baat karenge.
ye printer window supported hai, like window visita, linux, 7,8,10,
hp laser jet 1020 ki speed (ppm) 14 hai
hp laser jet 1020 printer bs A4 size paper print kr skta hai
hp laser jet 1020 printer ka weight 5.7 kg ka hota hai without cartridge
hp laser jet 1020 printer ki resolation 600×600 dpi hota hai
hp laser jet 1020 printer ek monochrome printer hai
hp laser jet 1020 printer single cartedge printer hai
iske cartedge ka number: HP Q2612A hota hai
iska paper tray capicity 150 sheets hota hai
isko warm-up hone me 10 se 15 second lagta hai
ye usb 2.0 se connect hota hai
iski power requirement 220v se 240v tk hota hai
ye 50hz se 60 hz support karta hai
ye printer wireless nahi hai
aap is printer ko networking me use kr skte hai
iski avrerage jo ki (duty cycle) 1000 single sided pages per month se bhi jyada nikal skte hai
temprature= 10 cen. se 32.5 cen. tk ye opraiting hota hai
agar aap is printer ko buy karna chahte hain to
iska latest price janne ke liye image pr click kr ke dekh sakte hain
iske baad bahut sare log HP Laserjet M1005 Multifunction Laser Printer ka istemal karte hain
wo bhi sirf isliye taki is se photocopy bhi kar ske scan bhi kar sake aur print bhi kar sake
is printer me bhi koi kharabi nhi hai ye bhi achcha chalta hai aap ise bhi le sakte hain
lekin agr apko sirf tracing paper nikalne ke liye lena hai to main single printer
ko hi kahunga ki aap wo le
ye koi jaruri nhi ki aap hp 1020 hi len
aap dustre company ka bhi le sakter hain
jo ki niche mai dal deta hu aap apne price ke hisab se dekh kr le sakte hain.
HP Laserjet M1005 Multifunction Laser Printer ka price janne ke liye image par click kare
aap in printers ko bhi try kar sakte hain ye bhi achche printer hain
sasta aur kam budget me ye printer dekh sakte hain
Brother HL-L2321D Single-Function Monochrome Laser Printer with Auto Duplex Printing